Amla jisko english main Indian Goseberry ke naam se bhi jana jata hai yeh ek decidious tree hai jo Phyllanthaceae family ke antar main atta hai. Iss Amla pear main jo fruit hame milta hai usse amla kehta hai.
Amla fruits ko generally salts ke saat khaya jata hain aur bohot sare dish main bhi iss fruits ko include kiya jata hain.
Iss tree ko jadatar asian countries main dekhne ko milta hain aur india main iss tree bohot matra main dekhne ko milta hain.
Bohot sare herbal medicine main bhi iss fruits ko ingredients ke hisab se use kiya jata hain. Iss fruits main bohot sare medicinal properties hame dekhne ko milta hai.
Amla ka scientific name Phyllanthus emblica aur Emblica officinalis hai par isko jadatar amla ke naam se hi logo main pehachan hai.
Iss amla fruits ka size golf ball ke size ki tarah hota hai aur yea kabi kabi aur bhi chota size main bhi dekhne ko milta hai.
Table of Contents
Amla Ke Nutrition Facts
Amla main kam matra main saturated fats milta hain aur saat saat sodium aur cholesterol bhi isme kam paya jata hain.
Amla main jada pariman se vitamin c uplabd hota hain aur saat saat isme aur bhi nutrients hame uplabd hota hain.
Amla Nutrients | Per 100 Grams |
Energy | 99Kcal |
Carbohydrates | 4.39 g |
Protein | 0.34 g |
Fat | 0.16 g |
Dietary Fibers | 47.75 g |
Vitamins | |
Vitamin A | 290 IU |
Vitamin C | 252 mg |
Thiamin (B1) | 0.01 mg |
Riboflavin (B2) | 0.030 mg |
Niacin (B3) | 0.12 mg |
Pantothenic acid (B5) | 0.35 mg |
Pyridoxine (B6) | 0.27 mg |
Folates (B9) | 7.86 mcg |
Minerals | |
Calcium | 20.14 mg |
Magnesium | 6.5mg |
Phosphorus | 21.8 mg |
Zinc | 0.05 mg |
Copper | 0.12 mg |
Iron | 1.25 mg |
Manganese | 0.11 mg |
Electrolytes | |
Potassium | 223 mg |
Sodium | 1.37 mg |
Amino Acids | |
Arginine | 3.87 g |
Glycine | 50.1 g |
Proline | 4.48g |
Amla Main Vitamin C Milta Hai
Amla main bohot matra se natural vitamin c hame uplabd hota hai. Vitamin c human health ke liye ek essential nutrients hai jiska matlab har kisi ko har din vitamin c ke jarurat hota hai.
Vitamin c ke kami se jadatar scury rug hone ka sambhana hota hai, vitamin c hamare aur bhi bohot sare sarir ke natural function ko bhi maintain rakhne main madad karta hai.
Vitamin c ek bohot hi powerful antioxidant hai jo hamare cells ko protect karne main madad karta hai, skin ko glowing banata hai aur bhi bohot benefits provide karta hai.
Amla ko bohot sare ayurvedic medicine mai bhi dekhne ko mil jata hai jo ham natural vitamin c supplyment ke hisab se bhi use kar sakte hai.
Amla Skin Health Benefits
Amla hamare skin ki complexion ko improve karne main bhi madad karta hai madad karta hai, Amla ke antioxidant properies hamare skin ko free redicals se bachane main madad karta hai.
Amla main bohot matra main antioxidant milta hai jo hamare skin ko lightning banane main madad karta hain.
Free radicals hamare sarir main oxidation ko prevent karne main madad karta hain, agar hamare sarir main jada oxidation hota hain toh skin main dark spot hone ka sambabna jada hota hain.
Amla pimples ko bhi kam karne main madad karta hain, amla main anti-bacterial properties bhi hain jo hamare skin main bacteria se fight karta hain aur pimples ko kam karta hain.
Amla hamare sarir ko clean karne main bhi madad karta hain, jab hamare sarir clean raheta hain tab hamare sarir ki saab kuch acche se kam karta hain aur skin health ko bhi improve karta hain.
Amla Eyesight Ko Improve Karta Hain
Amla main bohot matra main eye healthy nutrients uplabd hota hain, har roj amla khane se amla main hone vale nutrients hamare eyes ke retina cells aur capillaries ko protect karne main madad karta hain.
Yeh hamare eyes main cataract hone se prevent karta hain aur eyes ko free radicals se prevent karta hain.
Amal main vitamin c hamare eyes main hone vale jada oxidation ko prevent karta hain aur saat saat eye muscle ko strong banane main madad karta hain.
Liver Ko Strong Banata Hain
Liver hamare sarir ki second largest organ hain, yeh hamare sarir ki natural detoxification system main se ek hain. Hamare sarir ki overall health ke liye liver ka good health main hona bohot hi important hain.
Amla hamare liver ko harmful toxins aur chemicals se protect karta hain, regular amla khane se yeh liver ko protect karne main madad karega
Aur amla main paya jane vale vitamin c liver ko oxidation se protect karne main madad karega.
Amla Bones Ko Strong Banata Hain
Hamare age ke saat hamare bones bhi weak hone lagta hain, regular amla khane se yeh hamare bones ko majbut banayega.
Amla main paye jane vale calcium hamare bones ko dense banane main madad karega aur saat main bones ki mass ko bhi increase karne main madad karega.
Amla Constipation Ko Prevent Karega
Jab hamare sarir main digestion related problem hota hain tab hame constipation jeisi bihari se bhugna padta hain.
Constipation ke liye hame bohot sare home remedies uplabd hota hain, yese ki isabgol jisme bohot matra main fibre hota hain aur iske khane se hame constipation jeisi bimari se ladne main madad karta hain.
Amla juice hamare digestive system ke liye bohot hi faydemand hota hain, regular amla ke juice khane se yeh hamare digestion ko support karta hain aur digestive track ko detox karne main madad karta hain.
Amla ke juice hamare digestion ko improve karta hain aur intestinal wall ko majbut banane main madad karta hain.
Amla Blood Ko Clean Karta Hain
Amla hamare blood ko clean karne main madad karta hain, amla hamare sarir aur liver detox karta hain jisse hamare immune system thik se kam karta hain.
Amla ke cleanising properties hamare sarir ki blood ko clean karta hain, yeh hamare sarir main toxins ko bhi clean karta hain.
Amla Immunity Ko Increase Karta Hain
Amla main orange se bhi jada pariman main vitamin c hota jo ki immunity ke liye bohot hi important vitamin hain.
Amla main vitamin c hone ke baja se amla hamare sarir ki immunity ko improve karta hain. Amla main aur bhi tarah ki vitamin aur minerals hone ki karan se yeh hamare immunity ko strong karta hain.